Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil E Nadaan
HomeDil E Nadaan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega abhi raahon mein andhera hi andhera hoga abhi raahon mein andhera hi andhera hoga aur andhere mein chhupa koi lutera hoga har taraf deep jala loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega jaan pehchaan mulakaat huyi khoob hua meri duniya mein nayi baat huyi khoob hua baat se baat bana loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega rok loon aapko dil mein nahin armaan aise rok loon aapko dil mein nahin armaan aise meri duniya mein kahaan aate hain mehmaan aise apni duniya ko saja loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega
dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dava kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum ko unse wafaa ki hai ummeed hum ko unse wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zubaan rakhta hoon main bhi munh mein zubaan rakhta hoon kaash puchho ke muddaa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai jab ke tujh bin nahin koi moujood jab ke tujh bin nahin koi moujood phir ye hangaama e khuda kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai
dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aaaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar jhootha hai wahi main hoon wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein samajh lo dekhne waalo yeh duniya kaisi duniya hai dil e nadaan woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi jahaan laakhon diye jalte the uss ghar mein andhera hai wahi main hoon woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga bharosa kar ke tum par maine apna chain khoya hai dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Dil E Nadaan Ko Faraar (1965) 03:14 37475
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:14   Song Number : 37475   

Dil E Nadaan Tujhe Huwa Kya Hai Peenaz Masani 04:30 39870
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:30   Song Number : 39870   

Dil E Nadaan Zamaane Mein Mast Qalandar (1955) 04:16 36041
 
Poster of Mast Qalandar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 04:16   Song Number : 36041